Muskurane Ki Wajah Lyrics – City Lights | Arijit Singh

By Charu Mandal

Muskurane Ki Wajah Lyrics: Presenting the Bollywood Song ‘Muskurane Ki Wajah’ in the voice of Arijit Singh from the movie City Lights. The song lyrics are written by Rashmi Singh and the music is composed by Jeet Gannguli. It was released in 2014 by Sony Music India.

The Movie City Lights stars Patralekha & Rajkummar Rao and it is directed by Hansal Mehta.

Singer: Arijit Singh

Lyrics: Rashmi Singh

Composed: Jeet Gannguli

Movie/Album: City Lights

Length: 2:18

Release: 2014

Label: Sony Music India

Screenshot of Muskurane Ki Wajah Lyrics

Muskurane Ki Wajah Lyrics – City Lights

Muskurane ki wajah tum ho..
Gungunaane ki wajah tum ho
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re..

O re lamhe tu kahin mat jaa
Ho sake to umra bhar tham ja
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. piya re..

Dhoop aaye to..
Chhanv tum laana
Khwaahishon ki barishon mein
Bheeg sang jaana
Dhoop aaye to..
Chhanv tum laana
Khwaahishon ki barishon mein
Bheeg sang jaana
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. piya re..

Jo mile usmein kaat lenge hum
Thodi khushiyaan, thode aansoo
Baant lenge hum
Jo mile usmein kaat lenge hum
Thodi khushiyaan, thode aansoo
Baant lenge hum
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. piya re..

Muskurane ki wajah tum ho..
Gungunaane ki wajah tum ho
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. piya re.. piya re..

Oho… Oo.

For more lyrical stories check Chalti Hai Kya 9 Se 12 Lyrics – Judwaa 2 | Varun Dhawan

Leave a Comment